Words
na tera khuda koi aur hai
na mera khuda koi aur hai
yeh jo raaste hain juda juda
yeh mamla koi aur hai
kyoun nahin dekhta jahan mein
har shela bedud hai
jab uthi nigah to jhuk gayi
yeh mamla kuch aur hai
allah allah allah
yeh pahaar, darakht aur qainaat
jab jhuke hain sajood pe
na tu ban saka na bana saka
woh phir bhi na tujh se juda hua
yeh sabh usi ke hain faisle
tu jaan kar bhi anjaan hai
na tera khuda koi aur hai
na mera khuda koi aur hai
yeh jo raaste hain juda juda
yeh mamla koi aur hai
kyoun shirk mein hai pasa hua
kyoun door se tu door hai
allah allah allah
kyoun shirk mein hai tu pasa hua
kyoun door se tu door hai
kyoun ghoomta hai
yahan wahan
nahin ila koi aur hai
na tera khuda koi aur hai
na mera khuda koi aur hai
yeh jo raaste hain juda juda
yeh mamla koi aur hai
jise dhoondhta hai yahan wahan
dil mein tere maujood hai
allah allah allah
jise dhoondhta hai yahan wahan
dil mein tere maujood hai
jise mil gaya ek baar woh
usi dil mein asr-e-wajood hai
na tera khuda koi aur hai
na mera khuda koi aur hai
yeh jo raaste hain juda juda
yeh mamla koi aur hai
jo parhadiya insaan ko
mehman hai raheem hai
allah allah allah
jo parhadiya insaan ko
rehman hai raheem hai
jab paas thi toh kitaab thi
parhaadiya toh quran hai
na tera khuda koi aur hai
na mera khuda koi aur hai
yeh jo raaste hain juda juda
yeh mamla koi aur hai
phir ibaadaton ke hain silsile
phir kurbatoh ke daur hain
allah allah allah
phir ibaadaton ke hain silsile
phir kurbaton ke woh daur hain
jo na jhuk saka woh na pa saka
yehi silsila har daur hai
na tera khuda koi aur hai
na mera khuda koi aur hai
yeh jo raaste hain juda juda
yeh mamla koi aur hai
tu kyoun poojta hai insaan ko
allah hi toh mabood hai
allah allah allah
tu kyoun poojta hai insaan ko
allah hi toh mabood hai
phir kyoun hai tu gharoor mein
jo na jhuk saka toh firod hai
na tera khuda koi aur hai
na mera khuda koi aur hai
yeh jo raaste hain juda juda
yeh mamla koi aur hai
ik baar tu phir sochle
ik baar tu phir sochle
wohi rab-e-al shekareem hai
allah allah allah
ik baar tu phir sochle
wohi rab-e-al shekareem hai
jo na jhuk saka woh mit gaya
yehi silsila har daur hai
na tera khuda koi aur hai
na mera khuda koi aur hai
yeh jo raaste hain juda juda
yeh mamla koi aur hai
ya rab mujhe tu baksh de
ya rab mujhe tu baksh de
ya rab mujhe tu baksh de
ya rab mujhe tu baksh de
ya rab mujhe tu baksh de
banda toh gunahgar hai
Allah Allah Allah
is aas par para houn mein
sajde pe rabe kareem ke
jo main gir gaya tha mukaam se
tu to rab-e-ali mukaam hai
Allah Allah Allah
Rabana Maghfir.lana
Rabana Maghfir.lana
No comments:
Post a Comment